kaafi fark pada hair fall me
bhai sahi me bata raha hu, last 2 mahine se use kar raha hu roj khane ke sath. mera hair shedding thoda kam hua hai nikalna. thode bade softgels hai par paani ke sath easily andar chale jate hai. packaging bhi thik thak hi aayi thi.